Friday, March 27, 2009

Maa!!

MAA means God gifted relation.............. kahane ke leye ye  sirf 1 akshar ka word hai.....magar is 1 akshar ke word se duniya ke sare rishte bante hai,aur begadte ........kyuki wo hame janm deti aur sikhati hai the importance of relations............

Shyad hum pahla akshar jo bolte hai wo bhi "MAA" he hota hai........

Apan kya wo banana wala bhi MAA ko manta hai kyuki is duniya main aane ke leye sirf 1 aur sirf he sahara hota hai aur wo hai MAA.......

MAA hamare bare main sab janti hai phir bhi usse undekha karti rahti hai kyuki wo hamari khushi main he apni khushi manti hai .....even wo hamari pasand aur na-pasand bhi janti hai.........

Kyuki shayd wo hamre kan kan main basi hoti hai......... aur 9 month humko apne paith main rakhti hai kitne problems face karti hai un 9 month main ye to sirf wo he janti hai..aur intazar karti hai us-din kab uska baccha bahar aaye aur wo usko 1 baar dekhe.............

MAA par jitna likha jaye utna kam he hai kyuki i my opinnion "The mother is like a ocean and we are just  like a boat travelling in it........"

MAA ko to aajtak bahgwan bhi nahi samaj paye hai to hum kya chez hai........ 

2 comments:

  1. MAA...!! ek yahi bhagwan hai jo har waqt hamare sath rehti hai, hume samajhti hai. jitna bolo utna kam ho....no words 2 say. Luv u mom.....thnxx as alwz.

    thnxx 4 writing this abt MAA...really thnxx sumii....!!

    ReplyDelete
  2. Maa...! ek sunder sukhad ehsaas hai apni parchai dekhne ka, ehsaas hai is duniya mein aane aur ise dekhne ka, ek kalaa hai is jeevan ko jine ka....yahan tak ki bhagwan ko bhi is duniya mein aane k liye ma ki jarurat padhi....isliye sabko is baat ka dhyaan rakhna chahiye ki ma wo hai jo zindagi shuru hi nhi karti balki banati bhi hai...behind every successful life there is mostly a women called MAA.

    ReplyDelete